Jo car aapke paas nahi hai, woh bhi aap bech saktay ho.
Verified dealers ke paas se cars dhoondo, requirements post karo, connect karo aur zyada deals close karo.
- Sahi car
jaldi milti hai - Verified
dealers ka network - Direct connect
bina middlemen - Zyada deals.
Zyada business.
Kaise Kaam Karta Hai?
-
1
Sign up
as a verified dealerQuick aur easy. PAN aur Aadhaar se KYC.
-
2
Cars dhoondo
ya requirement post karoJo chahiye, woh milta hai.
-
3
Dealers se connect karo
aur deal close karoSeedhe, simple, fast.
Customer ki requirement aayi WhatsApp pe? Bas yahan daal do.
Hum dhoondh ke denge matching cars poore network se.
- Hyundai Creta2022 · 42,000 km · Delhi NCRConnect₹13.75 L
- Hyundai Creta2022 · 38,000 km · GurgaonConnect₹13.60 L
- Hyundai Creta2022 · 45,000 km · NoidaConnect₹13.80 L
Sawaal? Jawaab yahan.
Aur kuch poochna ho to app mein login karke humse baat karein.
Kaun join kar sakta hai?
Sirf used car dealers. Har dealer ka PAN aur Aadhaar se KYC hota hai — Aadhaar number kabhi save nahi hota. AICDA members ko verified badge milta hai.
Kitna kharcha hai?
Register karte waqt plan chunte hain; har plan batata hai kitni cars ek saath list kar sakte ho. AICDA members ko har plan member rate pe milta hai. Current plans aur price app mein dikhte hain.
Requirement post karne se kya hota hai?
Customer ko jo car chahiye — model, saal, budget — daal do. Network ke dealers ki matching cars aapko dikhti hain, aur jinke paas ho woh aapse connect karte hain.
Meri car ka number sabko dikhega?
Nahi. Har photo pe number plate ka last digit apne aap chhup jaata hai.
App Hindi mein hai?
Haan — poora app हिंदी में, ek tap mein bhasha badlein.